01/11/2026
Kuch log sirf zindagi jeete hain… aur kuch log doosron ki zindagi aasaan bana dete hain.” ✨
Vishwas Bhukal Ji unhi khaas logon mein se hain, jo har mushkil mein saath khade milte hain, aur madad ke liye hamesha taiyaar rehte hain.
Toh unke janamdin par ek surprise blockbuster toh banti hi thi! 🎂🥳
Producer aur Director: Deepa Bhatnagar ji�Hero of the Day: Vishwas Ji�Supporting Cast: The Boys 😄
Aur phir shuru hua dosti, hasi, masti aur khaane ka woh maha-episode jahan waqt ka pata hi nahi chala. Boys ne toh aisa jam kar enjoy kiya ki ghar waapas jaane ka naam hi nahi liya!
Ab raaz ye hai ki unhe rok kaun raha tha… doston ki mehfil ya khaane ki khushboo? 🤔🍽️
Picture abhi khatam hui thi, lekin yaadein interval ke baad bhi chalti rahengi… ❤️