13/09/2026
Nagda sheher ke vaasiyo, aa gaya hai sheher mein khane ka ek naya adda, CHAT CHHASKA!🥘😋
Aapke aur NITNEH ke 35 saalo ke saath mein ab aa gaya hai ek naya swad!
Kuch chatpata khane ka man ho ya kuch thanda peene ka..🥤
Ghar pe kuch banana ka man nahi par chahiye swad ghar jaise khane ka..😋😋
Jaisa aapka khane ka man kare, humare paas hai intezaam, toh uthaiye apni gaadi ya pakadiye apne dost ki bike aur le aaiye apne dosto aur parivaar ko try karne Chat Chhaska in Birlagram.
Nitneh ka wahi swad aur vishwas liye hum laaye hain aapke liye dher saari Chaat, Dal Baati Churma aur Thali. Aaiye aur garma garam khane ka lutf uthaiye!🥰😍