21/07/2026
🇵🇰🇯🇵 **Aaj Mehman Saraye mein CHONSA MANGO 🥭 AUR Pakistani Rawayat ke asli zaiqon ka maza lijiye! LUNCH BUFFET ¥1000+ tax** 😋
Khushbudar masalon, garma garam khanon aur dil se ki gayi mehmaan nawazi ke sath aap ka intezar hai.
🥭 **Pakistan ke meethay aur lazeez CHONSA Mango bhi dastiyab hain( all japan delivery) ** — mithas aisi jo har bite ke sath Pakistan ki yaad taza kar de.
Apni family aur doston ke sath tashreef layen aur Pakistani zaiqay ka lutf uthayen.
📍 Mehman Saraye
📞 04-7115-3497
**Khana Pakistani, mehmaan nawazi dil se!** 🇵🇰❤️🇯🇵